Digital Bloggers Life

This blog is related to blogging, technology and make money online, wordpress and web development........ Our Motto : Technology | Money | Lifestyle

Breaking

This blog is related to blogging, technology and make money online, wordpress and web development........ Our Motto : Technology | Money | Lifestyle

Thursday, August 3, 2017

What Is Payoneer & Why Payoneer is Used ?




Hello Friends !!

Digital Bloggers Life Me aapka Welcome hai,
is post me, mein aapko Batauga ki Payoneer kya hota hai aur ye kis liye use hota hai,
aur Payoneer ke kya fayde hai, aur iske jariye hum rupye kaise kama skte hai.
to chaliye shuru karte hai,


Payoneer Kya Hai:-

Dosto, Aaj kal online paise kamane ke hajaro tarike hai, aur is digital world
me new new types ke different jobs create huyi hai, jinhe krne ke liye hme
kisi office ki jarurat nhi hoti aur na hi kahi 30 days job krne ki jarurat hai,
online work jaise freelancing ke jariye hum india me baith kar america me
baithe client ka kam kar skte hai ya phir london, russia, ya japan me baithe
client ka kam kar skte hai,
ab jab hum online kam krke american client ka work krege to american client
to hme doller me hi payment krega kyuki uske pas to rupye hoge nhi,
aur hme rupye ki jarurat hai dollers ki nahi,

to hme global payments recive krne ke liye kisi aese payment service ki
jarurat hoti hai, jo foreign currencies ko accept kre aur hme hmari currency
me payment kre, to payoneer aesa hi virtual global payment service hai,
jo different different currncies ko accept krti hai aur hme hmari
currency me payment krti hai,

payoneer more than 150+ contries ki currencies ko accept krta hai,
payoneer ke jariye hum following currencies ko recive kar skte hai,

1. USA Doller.
2. British Pound.
3. Europian Euro.
4. Chinese Yuaan
5. Japaneese Yen

payoneer ne globally work krne vale freelancers ka kaam bhut simple
kar diya hai, jisse freelancers apne work pe focus krte hai, aur
payments ki sari complexities payoneer handle krti hai,
payoneer se global payments recieve krna bhut easy aur secure hai,
payoneer payments recieve krne ke liye apne customers ko master card
bhi provide krti hai,

Payoneer Se Paise kaise Kamaye:-

payoneer ke jariye rupye kamane ke do tareeke hai,
ek to jab hum payoneer ki website pe account banane ke liye
signup krte hai to payoneer har customer ko 25$ ka reward deti hai,

aur dusra tareeka hai, payoneer ke affiliates program ke jariye,
payoneer affilliates program se rupye kamane ke liye pahle hume
is program ke liye phir se signup krna padta hai, aur jab hume
is program ke liye approvel mil jata hai, to payoneer hume
ek unique link provide krti hai, jo hmari affiliate link
kehlati hai,
hume is affilaite link ko apne blog ke jariye, social sharing sites
ke jariye apne friends aur apne followers ko payoneer ke liye
signup krne ko motivate krna padta hai,
aur jab koi person hmari affiliate link ke through signup krta
hai to payoneer hme har signup ke liye 25$ deta hai,
aur jab signup krne valo ki tadad jyada hoti hai to payoneer
50$ tak har signup ke dene lagta hai,
aur is tarah hum payoneer ke jariye bhut sare rupye kama skte hai,

payoneer ke Liye Signup Kaise Kare:-

Agar app meri payoneer affiliates link se signup krna chahte hai to neeche di gyi image pe click
kre is link ke through signup krne par aapko 50 Doller ka Reward Milega.




bas jarurat hai thode se hardwork ki aur thode se smart work ki,
kyki is digital world mein,
everything is possible by few computer's mouse clicks..
so ready for this good opportunity.


To dosto...ummid hai ki aap log payoneer aur payoneer ke through
rupye kamane ke bare me jaan gye honge.
aapko ye post kaisi lagi..comment krke apne suggestion dein...aur aapke
jo bhi questions ho comment krke puchche,
mujhe aapki help krke bhut achha lagega.

Happy Digital Life !!

No comments:

Post a Comment

Please Share Your Thoughts With Us.

Featured Post

How To Get Adsense Approvel ?

Hello Friends !! Digital Bloggers Life Me aapka Welcome hai, is post me, mein aapko Batauga ki Adsense Ka approval kaise milta hai, au...