Hello Friends !!
is post me, mein aapko payoneer ka account kaise banaye, payoneer account banane ke liye hume kin-kin documents ki jarurat pdegi, us sab ki jankari aur payoneer ke faydo ke bare
me batauga, to chaliye shuru karte hai,
Payoneer Kya Hai:-
iske jariye hum amazon ke through payments recieve kar skte hai, ya phir freelancer ko payments kar skte hai,
payoneer hume diffrent currencies ki payment recieve krne ke liye virtual account nos. provide krata hai,
payoneer ke jariye hume United States, United Kingdom And Europe, Japan and China ki Payments recieve krne ke liye in contries ke virtual accounts provide karti hai,
jiske jariye hum kisi bhi currency ki payments recive kar skte hai,
aur jab payonner me koi payment different currency me aati hai, to payoneer us currency ko hmari currency me convert karke payment kar deta hai.
payoneer ke liye signup krne ka ek fayda ye bhi hai ki jab hum payoneer ke liye signup krte hai to payoneer hume 25$ ka signup bonus bhi deta hai, lekin mene payoneer ka affiliates program le rakha hai jiske jariye usne mujhe ek link di hai, is link ke jariye agar koi signup krta hai to use poore 50$ ka signup bonus milega,
Dosto, hume payoneer ka acoount banane ke liye sabse pahle ek bank account aur pan card ki jarurat hoti hai, uske alava aapke bare me kuch basic jankari magi jati hai, jaise aapka address, aapka mobile no., aapka email address, aap kisliye account banana chahte hai,
bas iske bad aapka account payoneer par bana diya jata hai,
No comments:
Post a Comment
Please Share Your Thoughts With Us.