Digital Bloggers Life

This blog is related to blogging, technology and make money online, wordpress and web development........ Our Motto : Technology | Money | Lifestyle

Breaking

This blog is related to blogging, technology and make money online, wordpress and web development........ Our Motto : Technology | Money | Lifestyle

Thursday, August 3, 2017

What Is Gmail & Why gmail is Used ?



Hello Friends !!

Digital Bloggers Life Me aapka Welcome hai,
is post me, mein aapko Batauga ki Gmail kya hota hai aur
ye kis liye use hota hai, aur Gmail ke kya fayde hai,
to chaliye shuru karte hai,

Gmail Kya Hai:-

Dosto, Gmail ka Full form Google Mail hai,
Gmail Google ki ek email service hai, jo free of cost hai,
gmail pe koi bhi person apna free me account create kar skta hai,
aur lifetime ke liye uski ek email id register kar li jati hai,
jaisa ki aap sab jante hai, google internet ki duniya ki ek bhut
badi company hai, Google ki kisi bhi service ko use karne ke liye
aapko ek gmail id ki jarurat padti hai,

Gmail ka use kyu krte hai:- 

Gmail ek email service hai aur iske
jariye hum kisi ko electronic mail bhej skte hai, kisi ko bhi,
kahi par bhi informatioon ya message bhej skte hai,
Gmail aaj ke world me electronic communication ka ek bhut hi
powerful tools hai, jo hme diiferent types ke conversation
deal krne ke liye bhut sare tools provide krta hai,
email service normal post se bhut fast, reliable aur free of cost
hoti hai, lekin email bhejne ke liye jis person ko hum email bhej
rhe hai uska internet se juda hona jaruri hai,

man Lijiye, agar hume newyork me baithe kisi person se kuch
conversation krna hai, to hum use regular post se agar koi
message bhejna chahe to is tarah use message bhejna, kafi costly
and time consuming hoga,
but gmail ke through message bhejna bhut hi fast, secure and
reliable hai,


Gmail Ke Kya Fayde Hai :-

 Jaisa Ki aap log jante hai ki
gmail google ki ek email service hai aur google ek bhut
badi internet service provider hai,
aur google ke pas bhut sare useful and popular products hai
jaise Youtube, Google Adwords, Google Adsense, Blogger Etc.
Aur in sab services ko free me access krne ke ek Gmail id ka hona
bhut jaruri hai.


To dosto...ummid hai ki aap log Gmail aur iske faydo ke bare me jaan gye honge.
aapko ye post kaisi lagi..comment krke apne suggestion dein...aur aapke
jo bhi questions ho comment krke puchche,
mujhe aapki help krke bhut achha lagega.

Happy Digital Life !!

No comments:

Post a Comment

Please Share Your Thoughts With Us.

Featured Post

How To Get Adsense Approvel ?

Hello Friends !! Digital Bloggers Life Me aapka Welcome hai, is post me, mein aapko Batauga ki Adsense Ka approval kaise milta hai, au...